Rooh ki aawaaz hai wo, zindagi ka saaz wo,
muskurati si hakikat, khushnuma andaaz wo...
meri chaahat, meri khuaasish, meri ulfat, mera gum,
kaed-e-hasrat bhi whi hai, khwaaish-e-parwaaz wo...
har sukh mai hai wo, saare aasharo mai hai,
lafz-e-maazi bhi wahi hai, baaes-e-alfaaz wo...
ashq, badaal, khushbu, bijli sab ussi ke dum se hai
ishq ka anzaam bhi wo, ishq ka aagaaz wo...
wo khuda ha, ya khuda ka noor hai wo, kya pta,
dar hkiki ishq bhi wo, husn ka saartaz wo...

0 comments:
Post a Comment